A dark and thrilling take on the classic number from Movie Aar Paar, this pleasing reinterpretation of Babuji Dheere Chalna Song has been sung by Anjum Katyal. Originally composed by the legendary O.P. Nayyar and sung by Geeta Dutt, this seductive tune has been rearranged by Sumit Ramachandra.
Singer - Anjum Katyal
Music Re-Arranged - Sumith Ramachandran
Original Song Credits-
Singer - Geeta Dutt
Music - O.P. Nayyar
Lyrics - Majrooh Sultanpuri
Movie - Aar Paar
Music Re-Arranged - Sumith Ramachandran
Original Song Credits-
Singer - Geeta Dutt
Music - O.P. Nayyar
Lyrics - Majrooh Sultanpuri
Movie - Aar Paar
Music Label - Saregama India Ltd.
Babuji Dheere Chalna Lyrics
Babuji dheere chalna
Pyar mein zara sambhalna
Haan bade dhokhe hain
Bade dhokhe hain is raah mein x (2)
Pyar mein zara sambhalna
Haan bade dhokhe hain
Bade dhokhe hain is raah mein x (2)
Babuji dheere chalna
Kyun ho khoye huye sar jhukaye
Jaise jaate ho sab kuchh lutaye
Kyun ho khoye huye sar jhukaye
Jaise jaate ho sab kuchh lutaye
Yeh to babuji pehla kadam hai
Nazar aate hain apne paraye
Haan bade dhokhe hain
Bade dhokhe hain is raah mein
Jaise jaate ho sab kuchh lutaye
Kyun ho khoye huye sar jhukaye
Jaise jaate ho sab kuchh lutaye
Yeh to babuji pehla kadam hai
Nazar aate hain apne paraye
Haan bade dhokhe hain
Bade dhokhe hain is raah mein
Babuji dheere chalna
Pyar mein zara sambhalna
Haan bade dhokhe hain
Bade dhokhe hain is raah mein
Babuji dheere chalna
Pyar mein zara sambhalna
Haan bade dhokhe hain
Bade dhokhe hain is raah mein
Babuji dheere chalna
Yeh mohabbat hai oh bhole bhaale
Kar na dil ko ghamon ke hawale
Yeh mohabbat hai oh bhole bhaale
Kar na dil ko ghamon ke hawale
Kaam ulfat ka nazuk bohat hai
Aake hothon mein tootenge pyale
Haan bade dhokhe hain
Bade dhokhe hain is raah mein
Kar na dil ko ghamon ke hawale
Yeh mohabbat hai oh bhole bhaale
Kar na dil ko ghamon ke hawale
Kaam ulfat ka nazuk bohat hai
Aake hothon mein tootenge pyale
Haan bade dhokhe hain
Bade dhokhe hain is raah mein
Babuji dheere chalna
Pyar mein zara sambhalna
Haan bade dhokhe hain
Bade dhokhe hain is raah mein
Pyar mein zara sambhalna
Haan bade dhokhe hain
Bade dhokhe hain is raah mein